Saraswati Yeh Tera Lyrics

"Saraswati Yeh Tera" lyrics from Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar sung by sonu nigam and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by ibrahim ashq

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Saraswati Yeh Tera Lyrics


Saraswati yeh teraa
Ghar hai meraa ghar
Nahin nahin yeh tera
Ghar hai meraa ghar
Kisne ghar yeh diya diya hai
Kisne kabzaa kiya kiya
Aisa kaise hua hua hai
Sab kuch tujhko pata pata
Main bhi jaanon
Tu bhi jaane jaane jaana
Phir bhi tu na meri
Maane jaane jaana
Main bhi jaanon
Tu bhi jaane jaane jaana
Phir bhi tu na meri
Maane jaane jaana
Saraswati yeh teraa
Ghar hai meraa ghar
Nahin nahin yeh tera
Ghar hai meraa ghar
Saraswati yeh teraa
Ghar hai meraa ghar
Nahin nahin yeh tera
Ghar hai meraa ghar

Kaise yeh bhole bhaale
Andar se kaale hain
Hum ne to saap jaise
Ghar hi mein paale hain
Din raat yeh to humko
Daste hi rehte hain
Phir bhi sharif yeh to
Apne ko kehte hain
Main bhi jaanon
Tu bhi jaane jaane jaana
Phir bhi tu na meri
Maane jaane jaana
Main bhi jaanon
Tu bhi jaane jaane jaana
Phir bhi tu na meri
Maane jaane jaana
Saraswati yeh teraa
Ghar hai meraa ghar
Nahin nahin yeh tera
Ghar hai meraa ghar
Saraswati yeh teraa
Ghar hai meraa ghar
Nahin nahin yeh tera
Ghar hai meraa ghar

Jis pe bharosa kije
Dhoka woh deta hain
Jaagir hum jaiso ki
Woh dhaap leta hain
Daya dikhanewaale
Thokar hi khaate hain
Sidhe ko duniyawale
Ullu banate hain
Main bhi jaanon
Tu bhi jaane jaane jaana
Phir bhi tu na meri
Maane jaane jaana
Main bhi jaanon
Tu bhi jaane jaane jaana
Phir bhi tu na meri
Maane jaane jaana
Saraswati yeh teraa
Ghar hai meraa ghar
Nahin nahin yeh tera
Ghar hai meraa ghar
Saraswati yeh teraa
Ghar hai meraa ghar
Nahin nahin yeh tera
Ghar hai meraa ghar
Kisne ghar yeh diya diya hai
Kisne kabzaa kiya kiya
Aisa kaise hua hua hai
Sab kuch tujhko pata pata
Main bhi jaanon
Tu bhi jaane jaane jaana
Phir bhi tu na meri
Maane jaane jaana
Main bhi jaanon
Tu bhi jaane jaane jaana
Phir bhi tu na meri
Maane jaane jaana
Saraswati yeh teraa
Ghar hai meraa ghar
Nahin nahin yeh tera
Ghar hai meraa ghar
Saraswati yeh teraa
Ghar hai meraa ghar
Nahin nahin yeh tera
Ghar hai meraa ghar.

More songs lyrics from Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar.