Sapnon Ki Dor Bandhi Lyrics

"Sapnon Ki Dor Bandhi" lyrics from Ghar Sansar sung by asha bhosle and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by shamsul huda bihari (s. h. bihari)

Singer(s):
Music Director(s):

Sapnon Ki Dor Bandhi Lyrics


Sapno ki dor bandhi palko ka palna
Soja meri rani mera kahna na talna
Sapno ki dor bandhi palko ka palna
Soja meri rani mera kahna na talna

Pario ke desh tohe nindiya pukare
Dekh rahe rah teri chand sitare
Dekh rahe rah teri chand sitare
Jhum rahi ankhiyo mein nindiya diwani
Jhum rahi
Jhum rahi ankhiyo mein nindiya diwani
Mithi mithi bato ka jadu na talna
Soja meri rani mera kahna na talna
Sapno ki dor bandhi palko ka palna
Soja meri rani mera kahna na talna

Jaldi jo soye or jaldi jo jage
Jaldi jo soye or jaldi jo jage
Jiwan ki daud mein wo sabse rahe aage
Jiwan ki daud mein wo sabse rahe aage
Pyara hai bacha wahi kahna jo mane
Pyara hai
Pyara hai bacha wahi kahna jo mane
Jug jug jiye jhule sone ka palna
Soja meri rani mera kahna na talna
Sapno ki dor bandhi palko ka palna
Soja meri rani mera kahna na talna.

More songs lyrics from Ghar Sansar.