Sapna Sapna Apna Hai Lyrics

"Sapna Sapna Apna Hai" lyrics from Nafrat Ki Aandhi sung by chandrani mukherjee, nitin mukesh chand mathur, shabbir kumar and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by anjaan

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sapna Sapna Apna Hai Lyrics


Phere huye bhar padi
Sinduri bandan juda
Sato zanam ho sath
Hum milkar ye wada kiya

Sapna sapna apna hai yahi ek sapna
Sapna sapna apna hai yahi ek sapna
Phoolo ke gaon mein pyar ki chhao mein
Pyara sa ho koi ghar apna
Sajna sajna apna bhi yahi hai sapna
Ho phoolo ke gaon mein
Pyar ki chhao mein
Pyara sa ho koi ghar apna
Sapna sapna apna hai yahi ek sapna

O madhur milan mein do sanso ka
Sangam jab ho jaye
Tann par bikhare pyar ki rangat
Mann mein ujala chhaye
Do tann mile do mann mile
Ho shuru phir ek safar naya
Sapna sapna apna hai yahi ek sapna
Sajna sajna apna bhi yahi hai sapna
Phoolo ke gaon mein pyar ki chhao mein
Pyara sa ho koi ghar apna
Sapna sapna apna hai yahi ek sapna

Milkar dil ke do humrahi jin raho se jaye
Ho un raho par pyar ke mausam
Phool hi phool bichhaye
Jhume lahar gaye hawa
Koi nagma pyar ka
Sapna sapna apna hai yahi ek sapna
Ho sajna sajna apna bhi yahi hai sapna
Ho phoolo ke gaon mein
Pyar ki chhao mein
Pyara sa ho koi ghar apna
Sapna sapna apna hai yahi ek sapna
Sapna sapna apna hai yahi ek sapna

Kal dekhe the jo bhi
Sapne aaj huye wo pure
Tu jo mila to pure hue
Ha tere bina the adhure
Ye jaa rahe ya na rahe
Kabhi honge na ab hum zuda
Sapna sapna apna hai yahi ek sapna
Sajna sajna apna bhi yahi hai sapna
Ho phoolo ke gaon mein
Pyar ki chhao mein
Pyara sa ho koi ghar apna
Sapna sapna apna tha yahi ek sapna.

More songs lyrics from Nafrat Ki Aandhi.