Sanwariya Teri Yaad Mein Lyrics

"Sanwariya Teri Yaad Mein" lyrics from Ramu To Diwana Hai sung by mubarak begum and music directed by chandru atma (c. h. atma) and composed by chandru atma (c. h. atma) and lyrics written by chandru atma (c. h. atma)

Singer(s):
Music Director(s):

Sanwariya Teri Yaad Mein Lyrics


Sanwariya teri yaad mein
Ro ro marenge hum
Aao gale laga loon tumhein
Ruthe huye sanam o
Sanwariya teri yaad mein
Ro ro marenge hum
Aao gale laga loon tumhein
Ruthe huye sanam o
Sanwariya teri yaad mein

Raate kate teri yaad mein
Aansu bahe teri yaad mein
Raate kate teri yaad mein
Aansu bahe teri yaad mein
Aabhi jaa piya ab na sata
Viraan hain base phir se basa
Sanwariya teri yaad mein
Ro ro marenge hum
Aao gale laga loon tumhein
Ruthe huye sanam o
Sanwariya teri yaad mein

Beeti baharo ki yaad ho tum
Khoyi umeedo ki yaad ho tum
Beeti baharo ki yaad ho tum
Khoyi umeedo ki yaad ho tum
Itana na kar piya mujhpe sitam
Marega mujhko judaai ka ghum
Sanwariya teri yaad mein
Ro ro marenge hum
Aao gale laga loon tumhein
Ruthe huye sanam o
Sanwariya teri yaad mein

Tum jo agar na aaoge
Luta huaa ghar jalaoge
Tum jo agar na aaoge
Luta huaa ghar jalaoge
Teri kasam tere sar ki kasam
Kardonge duniya mari khatam
Sanwariya teri yaad mein
Ro ro marenge hum
Aao gale laga loon tumhein
Ruthe huye sanam o
Sanwariya teri yaad mein.

More songs lyrics from Ramu To Diwana Hai.