Sanwara Salona Shyam Lyrics

"Sanwara Salona Shyam" lyrics from Krishna Krishna sung by chandrani mukherjee, sharda sinha and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by upendra

Lyricist(s):

Sanwara Salona Shyam Lyrics


Sanwara salona shyam rang wala
Sare jagat ko magan kar dala
Sanwara salona shyam rang wala
Sare jagat ko magan kar dala
Kahna re kanha matwala re
Kahna re kanha matwala re
Sanwara salona shyam rang wala
Sare jagat ko magan kar dala

Bansi bajaye jadu chalaye
Gopin ke sang sang ras rachaye
Gopin ke sang sang ras rachaye
Jamuna kinare gauwe charaye
Rang gali mein dhum machaye
Rang gali mein dhum machaye
Gaye rijhaye man matwala re
Jai jai jai ho
Sanwara salona shyam rang wala
Sare jagat ko magan kar dala
Sanwara salona shyam rang wala
Sare jagat ko magan kar dala

Chail chabila jan jan ka pyara
Aisa anokha sabse hain nyara
Aisa anokha sabse hain nyara
Gokul ka nanda lage dulara
Nand yaoshda ke aankho ka tara
Nand yaoshda ke aankho ka tara
Apne hi rang mein rang dala
Jai jai jai ho
Sanwara salona shyam rang wala
Sare jagat ko magan kar dala
Sanwara salona shyam rang wala
Sare jagat ko magan kar dala

Ho sooraj bhi tum ho chanda bhi tum ho
Sabke hariday ke taro mein tum ho
Sabke hariday ke taro mein tum ho
Dharti bhi tum ho ambar bhi tum ho
Jeevan ki har jhankaro mein tum ho
Jeevan ki har jhankaro mein tum ho
Karishan kahaiya gopala re
Jai jai jai ho
Sanwara salona shyam rang wala
Sare jagat ko magan kar dala
Sanwara salona shyam rang wala
Sare jagat ko magan kar dala
Kahna re kanha matwala re
Kahna re kanha matwala re
Sanwara salona shyam rang wala
Sare jagat ko magan kar dala.

More songs lyrics from Krishna Krishna.