Sandesa (Title) Lyrics

"Sandesa (Title)" lyrics from Sandesa sung by ali haider

Singer(s):

Sandesa (Title) Lyrics


Sandesa le jaana
Sandesa le jaana
Sandesa le jaana
Sandesa le jaana
Kehna unhein
Deewaana hoon main deedaar ka
Sandesa le jaana
Sandesa le jaana
Kehna unhein
Deewaana hoon main deedaar ka

Nainon se mile, kya tere naina
Milta hi nahin, mann ko chaina
Nainon se mile, kya tere naina
Milta hi nahin, mann ko chaina
Doorie nahin mujhko sehna
Unhee ke zulfoon ki
Chaoon hai bann jaana
Kehna unhein
Deewaana hoon main deedaar ka
Sandesa le jaana
Sandesa le jaana
Kehna unhein
Deewaana hoon main deedaar ka

Chaaha jabse maine tumko
Bhaaya phir nahin, koi mujhko
Chaaha jabse maine tumko
Bhaaya phir nahin, koi mujhko
Dil bann gaya parwaana tera
Mere hi sang jeekar
Mere hi sang marna
Kehna unhein
Deewaana hoon main deedaar ka
Sandesa le jaana
Sandesa le jaana
Kehna unhein
Deewaana hoon main deedaar ka
Deewaana hoon main deedaar ka

Sandesa le jaana
Deewaana hoon main deedaar ka
Sandesa le jaana
Deewaana hoon main deedaar ka
Sandesa le jaana.

More songs lyrics from Sandesa.