Sanam Harjai (Title) Lyrics

"Sanam Harjai (Title)" lyrics from Sanam Harjai sung by lata mangeshkar and music directed by usha khanna and composed by usha khanna

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sanam Harjai (Title) Lyrics


Sanam o sanam o sanam
Sanam o sanam o sanam o sanam
Sanam harjai sanam harjai
Sanam harjai sanam harjai
Maine kiya hai tum pe bharosa
Maine kiya hai tum pe bharosa
Karna na tum bewafai
Sanam harjai sanam harjai
Sanam harjai sanam harjai

Chehara tumhara jab yaad aaya
Maangi duae rab yaad aaya
Chehara tumhara jab yaad aaya
Maangi duae rab yaad aaya
Meri nazar bhar aayi
Sanam harjai sanam harjai
Sanam harjai sanam harjai

Saugaat deke mujhko wafa ki
Na chhod jaana kasam khuda ki
Saugaat deke mujhko wafa ki
Na chhod jaana kasam khuda ki
Hogi badi ruswai
Sanam harjai sanam harjai
Sanam harjai sanam harjai
Maine kiya hai tum pe bharosa
Maine kiya hai tum pe bharosa
Karna na tum bewafai
Sanam harjai sanam harjai
Sanam harjai sanam harjai.

More songs lyrics from Sanam Harjai.