Samundar Samundar Lyrics

"Samundar Samundar" lyrics from Barood sung by lata mangeshkar and music directed by sachin dev burman and composed by sachin dev burman and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Samundar Samundar Lyrics


Samundar samundar yaha se waha tak
Ye mojo ki chadar bichhi aasma tak
Mere meharba meri had hai kaha tak
Yaha tak, yaha tak, yaha tak
Samundar samundar yaha se waha tak
Ye mojo ki chadar bichhi aasma tak
Mere meharba meri had hai kaha tak
Yaha tak to yaha tak achhchha yaha tak

Mai karti hu wada uthati hu kasme
Ye bulbul rahengi sada tere bas me
Mai karti hu wada uthati hu kasme
Ye bulbul rahengi sada tere bas me
Mujhe kaid karte ho kyu is tapas me
Mai udkar bhi jaungi aakhir kaha tak
Ye mojo ki chadar bichhi aasma tak
Mere meharba meri had hai kaha tak
Yaha tak bolo yaha tak, yaha tak

Mohabbat se ye kah rahi hai jawani
Sitam ho chuke ab karo meharbani
Mohabbat se ye kah rahi hai jawani
Sitam ho chuke ab karo meharbani
Hansi pyar ki koi chhedo kahani
Chali aayi hai bat dil ki zuba tak
Ye mojo ki chadar bichhi aasma tak
Mere meharba meri had hai kaha tak
Yaha tak, yaha tak, yaha tak
Samundar samundar yaha se waha tak
Ye mojo ki chadar bichhi aasma tak
Mere meharba meri had hai kaha tak
Achhchha yaha tak, yaha tak, yaha tak.

More songs lyrics from Barood.