Salaam Likhta Hai Lyrics

"Salaam Likhta Hai" lyrics from Aashna sung by sudhir narain and music directed by sudhir narain and composed by sudhir narain and lyrics written by faiz ahmad faiz

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Salaam Likhta Hai Lyrics


Salaam likhta hai
Shayar tumhare husn ke naam
Salaam likhta hai
Shayar tumhare husn ke naam
Tumhare husn ke naam

Bikhar gaya jo kabhi
Range pairahan sarbaan
Nikhar gayi hai kabhi
Subaha dopaher kabhi shaam
Kahin jo maat se waakef
Saj gayi hai kabaab
Chaman mein sarlvat
Husno par sanvar gaye hai tamaam
Bani bisaate ghazal
Jab dubo liye dil ne
Tumhare saaya e rukhsaaro
Lab mein saagar jaam

Tumhare haath pe hai
Taazishe heena jab tak
Jahaan mein baaki hai
Dildaar ye kurushe sugandh
Tumhara ho husn jawaan hai to
Meherbaan hai falak
Tumhara dam hai to
Dam saaz hai hawa e watan
Agar jetang hai aukaat
Sakht hai aalaam
Tumhari yaad se
Chhini hai talk ye ayyam
Salaam likhta hai
Shayar tumhare husn ke naam
Salaam likhta hai
Shayar tumhare husn ke naam
Tumhare husn ke naam
Tumhare husn ke naam.

More songs lyrics from Aashna.