Salaam Karta Chaloon Lyrics

"Salaam Karta Chaloon" lyrics from Echoes sung by jagjit singh and music directed by jagjit singh and composed by jagjit singh

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Salaam Karta Chaloon Lyrics


Hazoor ap hazoor ap ka
Bhi ehataram karta chaloon
Hazoor aap ka bhi
Ehataram karta chaloon
Hazoor aap ka bhi
Ehataram karta chaloon
Idhar se guzara tha
Idhar se guzara tha
Socha salam karta chaloon
Hazoor aap ka bhi
Ehataram karta chaloon

Nigah e dil ki aakhri
Yahin tamanna hain
Nigah e dil ki aakhri
Yahin tamanna hain
Aakhri yahin tamanna hain
Aakhri yahin tamanna hain
Aakhri yahin tamanna hain
Nigah e dil ki aakhri
Yahin tamanna hain
Tumhari zulfon ke
Tumhari zulfon ke saye
Mein sham karta chaloon
Hazoor aap ka bhi
Ehataram karta chaloon

Unhen ye zid ki mujhe
Dekh kar kisi ko na dekh
Unhen ye zid ki mujhe
Dekh kar kisi ko na dekh
Mujhe dekh kar kisi ko na dekh
Mujhe dekh kar kisi ko na dekh
Mujhe dekh kar kisi ko na dekh
Unhen ye zid ki mujhe
Dekh kar kisi ko na dekh
Unhen ye zid ki mujhe
Dekh kar kisi ko na dekh
Mera ye shauq ki
Mera ye shauq ki sab se
Salam karta chaloon
Hazoor aap ka bhi
Ehataram karta chaloon
Idhar se guzara tha
Socha salam karta chaloon
Hazoor aap ka bhi
Ehataram karta chaloon

Ye mere khwabon ki
Duniya nahin sahi lekin
Ye mere khwabon ki
Duniya nahin sahi lekin
Mere khwabon ki
Mere khwabon ki
Mere khwabon ki
Ye mere khwabon ki
Duniya nahin sahi lekin
Ab aa gaya hoon to do din
Kayam karta chaloon
Aa gaya hoon aa gaya hoon
Aa gaya hoon ab aa gaya hoon
To do din kayam karta chaloon
Ab aa gaya hoon to do
Din kayam karta chaloon
Idhar se guzara tha
Socha salam karta chaloon
Hazoor aap ka bhi
Ehataram karta chaloon
Hazoor aap ka bhi
Ehataram karta chaloon
Hazoor aap ka bhi
Ehataram karta chaloon
Hazoor aap ka bhi
Ehataram karta chaloon
Idhar se guzara tha
Idhar se guzara tha
Socha salam karta chaloon
Hazoor aap ka bhi
Ehataram karta chaloon.

More songs lyrics from Echoes.