Sakiya Kareeb Aa Lyrics

"Sakiya Kareeb Aa" lyrics from Prabhat sung by lata mangeshkar and music directed by madan mohan kohli and composed by madan mohan kohli and lyrics written by naqsh lyallpuri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sakiya Kareeb Aa Lyrics


Sakiya kareeb aa
Sakiya kareeb aa
Nazar mila nazar mila
Nazar mila nazar mila
Sakiya kareeb aa
Sakiya kareeb aa

Pyasi kahi na rahe jaaye
Mere sabab ki raate
Pyasi kahi na rahe jaaye
Pyasi kahi na rahe jaaye
Mere sabab ki raate
Dil ko mere na bahe la tu
Kar ke sharab ki baate
Tujko khuda ka vasta
Sharab la sharab la
Sakiya sakiya kareeb aa
Sakiya kareeb aa

Pine se hosh aaye ga
Tu bhi zara si pi saqi
Pine se hosh aaye ga
Pine se hosh aaye ga
Tu bhi zara si pi saki
Aise nasibi raaho mein
Milti hai zindagi saki
Yu bin piye na ladkhada
Sambhal zara sambhal zara
Sakiya sakiya kareeb aa
Sakiya kareeb aa

Dil bhi jawa hai pehalu mein
Tu hai paas jaane ja
Dil bhi jawa hai pehalu mein
Dil bhi jawa hai pehalu mein
Tu hai paas jaane ja
Dhalne lagi hai sholo mein
Hotho ki pyas jaane ja
Itni si hai bas ek jam
Mujhe pila mujhe pila
Sakiya sakiya kareeb aa
Sakiya kareeb aa
Nazar mila nazar mila
Nazar mila nazar mila
Sakiya kareeb aa
Sakiya kareeb aa.

More songs lyrics from Prabhat.