Sakiya Aaj Toh Nazronse Lyrics

"Sakiya Aaj Toh Nazronse" lyrics from Sadgi sung by sadat bin ashraf and music directed by sadat bin ashraf and composed by sadat bin ashraf and lyrics written by sadat bin ashraf

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sakiya Aaj Toh Nazronse Lyrics


Sakiya aaj toh nazro se
Peela de mujhko
Sakiya aaj toh nazro se
Peela de mujhko
Hosh mein aaun to jo
Chahe saza de mujhko
Hosh mein aaun to jo
Chahe saza de mujhko
Sakiya aaj toh nazro se
Peela de mujhko

Bach bacha kar main nikal
Aaya hoon hungamo se
Bach bacha kar main nikal
Aaya hoon hungamo se
Tere maikhane mein thodi
Si jagah de mujhko
Tere maikhane mein thodi
Si jagah de mujhko
Sakiya aaj toh nazro se
Peela de mujhko

Sab se begana bana de
Tere deewane ko
Sab se begana bana de
Tere deewane ko
Tuhi tu dil mein rahe
Aisa bana de mujhko
Tuhi tu dil mein rahe
Aisa bana de mujhko
Sakiya aaj toh nazro se
Peela de mujhko

Tujhko aata hi nahi meri
Mohabbat ka yakeen
Tujhko aata hi nahi meri
Mohabbat ka yakeen
Kaise jaa de dun meri
Jaan bata de mujhko
Kaise jaa de dun meri
Jaan bata de mujhko
Sakiya aaj toh nazro se
Peela de mujhko

Dil bhi hazir hai meri
Jaan bhi kadmon mein tere
Dil bhi hazir hai meri
Jaan bhi kadmon mein tere
Hai tere hath banade
Yaa mitta de mujhko
Hai tere hath banade
Yaa mitta de mujhko
Sakiya aaj toh nazro
Se peela de mujhko
Hosh mein aaun to jo
Chahe saza de mujhko
Hosh mein aaun to jo
Chahe saza de mujhko
Sakiya aaj toh nazro se
Peela de mujhko
Sakiya aaj toh nazro se
Peela de mujhko.

More songs lyrics from Sadgi.