Sajnaa Lyrics

"Sajnaa" lyrics from Lamhaa: The Untold Story of Kashmir sung by chinmayi, mika singh and music directed by mithoon sharma and composed by mithoon sharma and lyrics written by sayeed quadri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sajnaa Lyrics


Saajnaa mahiya ve
Hai dil ko teri aarzoo
Par mein tujhe na pa sakun
Hai dil ko teri justju
Par mein tujhe na pa sakun

Main hoon shab tu subah
Dono jud ke juda
Main hoon lab tu dua
Dono jud ke juda

Saajnaa saajnaa
Mahiya saajnaa ve

Hai dil ko teri aarzoo
Par mein tujhe na pa sakun
Hai dil ko teri justju
Par mein tujhe na pa sakun

Main hoon shab tu subah
Dono jud ke juda
Main hoon lab tu dua
Dono jud ke juda
Saajnaa saajnaa
Mahiya saajnaa ve

Kai khawaab dil
Tujhko le kar sajaye
Per khauf yeh bhi
Kahin per sataye
Gar yeh bhi tutee
To phir hoga kya re
Mujhe raas aati hai
Khushiyan kahan re
Kyun dil ko dukhana
Bewajah madno re
Kyun dil ko dukhana bewajah
Phir aansu bahana ek dafa
Phir aansu bahana ek dafa

Main hoon shab tu subah
Dono jud ke juda
Main hoon lab tu dua
Dono jud ke juda
Saajnaa saajnaa
Mahiya saajnaa ve

Tu hi to har bandha hai
Lamhoo ki in zanjeeron main
Tu hi to har dum raha hai
Khawabo ki har tabeeron mein
Tu hi to har din dikha hai
Dundhli ya ujali tasveeron mein

Teri hi to hai khushoo
Mujhe mein haan madno re
Teri hi to hai khushoo
Mujhe mein haan

Abb tu hi to harsu har jagah
Abb tu hi to harsu har jagah
Saajnaa saajnaa
Mahiya saajnaa ve

Haan tera saaya toh main hoon
Par sang tere naa reh sakun
Haan iss safar mein toh main hoon
Par sang tere naa ruk sakun
Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon labh tu dua
Dono jud ke judaa
Saajnaa saajnaa
Mahiya saajnaa ve
Mahiya ve mahiya ve.

More songs lyrics from Lamhaa: The Untold Story of Kashmir.