Sajna Se Milne Jana Lyrics

"Sajna Se Milne Jana" lyrics from Kismat sung by sunidhi chauhan and music directed by anand raj anand and composed by anand raj anand and lyrics written by dev kohli

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sajna Se Milne Jana Lyrics


Deewana dil deewana deewana dil
Deewana dil deewana deewana dil
Dil hai deewana ek nahi mana
Dil ko bada samjhana pada haye
Sajna se milne jana pada haye

Dil hai deewana ek nahi mana
Dil ko bada samjhana pada haye
Sajna se milne jana pada haye

Dil deewana ek nahi mana
Dil ko bada samjhana pada
Cham chama cham
Chama chama cham
Jhanjhariya ko chhankana pada
Haye sajna se milne jana pada
Dil deewana ek nahi
Mana dil ko samjhana pada
Cham chama cham
Chama chama cham
Jhanjhariya ko chankana pada
Haye sajna se milne jana pada

Laj mujhe roke hai
Prit mujhe khiche
Laj mujhe roke hai
Prit mujhe khiche
Chali re chali re mai
Toh ankhiyo ko miche
Chali re chali re mai
Toh ankhiyo ko miche

Pyar kiya toh kiya sharmana
Akhir ghunghta uthana pada haye
Sajna se milne jana pada

Rutha huwa rab mera
Maan ke na mane
Rutha huwa rab
Mera maan ke na mane
Nikali hu mai toh
Mere piya ko manane
Nikali hu mai toh
Mere piya ko manane
Mushkil hai mera laut ke jana
Sajde me sar ko
Jhukana pada haye
Sajna se milne jana pada

Dil deewana ek nahi mana
Dil ko bada samjhana pada
Cham chama cham
Chama chama cham
Jhanjhariya ko chankana pada
Haye sajna se milne jana pada
Deewana dil deewana deewana dil
Deewana dil deewana deewana dil.

More songs lyrics from Kismat.