Sajana Aaja Daras Dikha Ja Lyrics

"Sajana Aaja Daras Dikha Ja" lyrics from Ladki sung by lata mangeshkar and music directed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and composed by ramchandra narhar chitalkar (c. ramchandra) and lyrics written by rajendra krishan

Singer(s):
Lyricist(s):

Sajana Aaja Daras Dikha Ja Lyrics


Sajana aaja daras dikha ja
Tujhe fir yaad kiya mere piya aaja
Dunia ke mele mein hum hai akele
Tere bina dole jiya mere piya aaja

Jaa bhi aye thandi hawa
Leke aa pee ka pata
Pee ka pata pee ka pata
Use kahna hai sanam
Achhe balam laut bhala
Dil mera roye aankh na soye
Dil mera roye aankh na soye
Kaisa ye dukhda diya mera piya aaja
Sajana aaja daras dikha ja
Tujhe fir yaad kiya mere piya aaja
Sajana aaja daras dikha ja
Tujhe fir yaad kiya mere piya aaja

Sajana aaja daras dikha ja
Tujhe fir yaad kiya mere piya aaja
Sajana aaja daras dikha ja
Tujhe fir yaad kiya mere piya aaja
Sab ke sajan laut ke aaye
Yad piya ki meri jan jalaye
Sab ke sajan laut ke aaye
Yad piya ki meri jan jalaye
Ruthe balam tujhe kaun manaye
Ruthe balam tujhe kaun manaye
Maine kya kasur kiya
Mere piya aaja sajna aaja
Darsh dikha ja
Tuhje fir yaad kiya mere piya aaja
Sajna aaja sajna aaja
Sajna aaja
Sajana aaja daras dikha ja
Tujhe fir yaad kiya mere piya aaja

Khinch ke layi tujhe
Layi tujhe dil ki lagan
Lagan hai mere sajan
Khinch ke layi tujhe
Layi tujhe dil ki lagan
Lagan hai mere sajan
Dekh ke tujhko hui
Aaj meri preet magan
Aaj meri preet magan
Dekh ke tujhko hui
Aaj meri preet magan
Aaj meri preet magan

Nache mera tan piya
Sang sang man piya
Nache mera tan piya
Sang sang man piya
Jhum raha hai jiya mere piya aaja
Jhum raha hai jiya mere piya aaja
Sajana aaja daras dikha ja
Tujhe fir yaad kiya mere piya aaja
Sajna aaja darsh dikha ja
Tujhe fir yaad kiya mere piya aaja.

More songs lyrics from Ladki.