Sajan Ke Paas Chali Sajni Lyrics

"Sajan Ke Paas Chali Sajni" lyrics from Sajani sung by lata mangeshkar and music directed by sudhir phadke and composed by sudhir phadke and lyrics written by pandit narendra sharma

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sajan Ke Paas Chali Sajni Lyrics


Kan pujan ka thal hai
Man pujan ka phul
Sajan milan ko ja rahi
Sajni sab dukh bhul

Sajan ke pas chali sajni
Milan ki rajni aa gayi
Milan ki rajni aa gayi
Sajan ke pas chali sajni
Milan ki rajni aa gayi
Milan ki rajni aa gayi

Dhan inderdanush tan sohe
Darpan me rup man mohe
Dhan inderdanush tan sohe
Darpan me rup man mohe
Nas dit sangar sabara
Sakhi naino ko bha gayi
Milan ki rajni aa gayi
Sajan ke pas chali sajni
Sajan ke pas chali sajni

Kahi bajti milan basuriya
Kahi bajti milan basuriya
Mera jiya kahe piya piya piya
Mera jiya kahe piya piya piya
Mere man me ras ki gagariya
Barsi si bha gayi
Milan ki rajni aa gayi
Sajan ke pas chali sajni
Sajan ke pas chali sajni

Ban chitwan chand chakori
Ban chitwan chand chakori
Tum daro kiran ki dori
Tum daro kiran ki dori
Mai nabzo ke path phele
Agan ke rath me aa rahi
Milan ki rajni aa gayi
Sajan ke pas chali sajni
Milan ki rajni aa gayi
Milan ki rajni aa gayi
Sajan ke pas chali sajni
Sajan ke pas chali sajni
Sajan ke pas chali sajni
Sajan ke pas chali sajni.

More songs lyrics from Sajani.