Sajan Ho Lyrics

"Sajan Ho" lyrics from Maang Bharo Sajana sung by kishore kumar, lata mangeshkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Lyricist(s):

Sajan Ho Lyrics


Sajan ho sajan sajan ho sajan
Sajan kyu muh pher liya
Nind ka kiya bahana
Sajan kyu muh pfer liya
Nind ka kiya bahana
Aaj mujhe fursat nahi

Aaj mujhe fursat nahi or
Kisi deen aana
Sajan ho sajan
Aaj mujhe fursat nahi or
Kisi deen aana
Sajan ho sajan

Gussa chhodo pyar karo
Gussa chhodo pyar karo
Humse aankhe char karo
Jhuthe ho jhuthe ho ikrar karo
Tum to roz mujhe kahte the
Main hu tera deewana
Deewana deewana
Aaj mujhe fursat nahi
Or kisi deen aana
Sajan ho sajan

Sagar mein toofan jage
Sine mein arman jage
Sagar mein toofan jage
Sine mein arman jage
Mera ji or jaan jage
Tum aise mein ruth
Gayi muskil hua
Manana manana manana
Aaj mujhe fursat nahi
Or kisi deen aana
Sajni ho o sajni
Sajni kyu muh pher liya
Nind ka kiya bahana
Aaj mujhe fursat nahi
Or kisi deen aana

Jao jake so jao mana
Bhi jao ab aao
Pahle ek kasam khao
Phir na gaoge tum ye
Dil todne wala gana
Gana ye gana
Aaj mujhe fursat nahi or
Kisi deen aana
Sajan ho sajni ho
Sajan sajni sajan sajni.

More songs lyrics from Maang Bharo Sajana.