Saiyyan Mile Lyrics

"Saiyyan Mile" lyrics from Chaarfutiya Chhokare sung by malini awasthi and music directed by abhijeet (abhijeet - sameer), sameer (abhijeet - sameer) and composed by abhijeet (abhijeet - sameer), sameer (abhijeet - sameer) and lyrics written by traditional

Singer(s):
Lyricist(s):

Saiyyan Mile Lyrics


Haayebaali umariyaan mein
Arri byaah kiya aayi
Arri main bholi balma naadaan
Arre haaye kaisi
Pipat padi mori guiyan
Arre kachhu na samje naadaan

Arey
Saiyan mile ladkhaiyaan
Main ka karun
Saiyan mile ladkhaiyaan
Main ka karun
Saiyan mile ladkhaiyaan
Main ka karun
Saiyan mile ladkhaiyaan
Main ka karun

Saiyan mile ladkhaiyaan
Main ka karun
Saiyan mile ladkhaiyaan
Main ka karun
Saiyan mile ladkhaiyaan
Main ka karun
Saiyan mile ladkhaiyaan
Main ka karun
Haaye main ka karun

Baarah baras ki
Main byaah ke aayi
Ajji baarah baras
Ki main byaah ke aayi
Baarah baras ki main
Byaah ke aayi
Saiyan baarah baras
Ki main byaah ke aayi
Saiyan ho
Saiyan chale paiyaan
Paiyaan main kya karun
Saiyan chale paiyaan
Paiyaan main kya karun
Saiyan chale paiyaan
Paiyaan main kya karun
Saiyan mile ladkhaiyaan
Main ka karun
Saiyan mile ladkhaiyaan
Main ka karun
Haaye main ka karun

Hmmpandrah baras ki
Main goane pe aayi
Aji pandrah baras ki
Main goane pe aayi
Pandrah baras ki
Main goane pe aayi
Saiyan pandrah baras
Ki main goane pe aayi
Saiyan ho
Saiyan udave kankaiyan
Main ka karun
Saiyan udave kankaiyan
Main ka karun
Saiyan udave kankaiyan
Main ka karun
Saiyan mile ladkhaiyaan
Main ka karun
Saiyan mile ladkhaiyaan
Main ka karun
Haay main ka karun

Aji solah baras mori
Baali umariyaan haaye
Solah baras ki aye
Baali umariyaan
Solah baras bhaiyan
Solah baras ki
Solah baras mori
Baali umariyaan
Solah baras mori
Baali umariyaan
Saiyan solah baras mori
Baali umariyaan
Saiyan ho
Saiyan chhudave mose
Baiyaan main ka karun
Saiyan chhudave mose
Baiyaan main ka karun
Saiyan chhudave mose
Baiyaan main ka karun
Saiyan mile ladkhaiyaan
Main ka karun
Saiyan mile ladkhaiyaan
Main ka karun
Haay main ka karun

Bees baras ki main
Hone ko aayi haaye
Aji bees baras ki
Main hone ko aayi
Bees baras ki
Main hone ko aayi
Saiyan bees baras
Ki main hone ko aayi
Saiyan ho
Saiyan pukaare maiya
Maiya main ka karun
Saiyan pukaare maiya
Maiya main ka karun
Saiyan pukaare maiya
Maiya main ka karun
Saiyan mile ladkhaiyaan
Main ka karun
Saiyan mile ladkhaiyaan
Main ka karun
Haay main ka karun.

More songs lyrics from Chaarfutiya Chhokare.