Saiyan Jab Se Ladi Hai Lyrics

"Saiyan Jab Se Ladi Hai" lyrics from Sone Ki Chidiya sung by asha bhosle and music directed by omkar prasad nayyar and composed by omkar prasad nayyar and lyrics written by sahir ludhianvi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Saiyan Jab Se Ladi Hai Lyrics


Saiyan jab se ladi hai tose ankhiyan
Haye nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Saiyan jab se ladi hai tose ankhiyan
Haye nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat

Gair hai tu par apna lage
Gair hai tu par apna lage
Sari parit ka sapna lage
Gair hai tu par apna lage
Sari parit ka sapna lage

O matwale dil tere hawale
O matwale dil tere hawale
Ho jab se ladi hai tose ankhiyan
Haye nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat

Saans mein khushbu gulti jaye
Saans mein khushbu gulti jaye
Julf machalkar khulti jaye
Sans me khushbu gulti jaye
Julf machalkar khulti jaye
Rang naya hai
Arey dang naya hai
Rang naya hai arey dang naya hai
Ho jab se ladi hai tose ankhiyan
Haye nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat

Aaj main apne bas mein nahi hu
Aaj main apne bas mein nahi hu
Paon kahi hai aur main kahi hu
Aaj main apne bas mein nahi hu
Pav kahi hai aur main kahi hu
Man lehraye tan pighala jaye
Man lehraye tan pighala jaye
Ho jab se ladi hai tose ankhiyan
Haye nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat
Nindiya na aaye sari raat.

More songs lyrics from Sone Ki Chidiya.