Sahara Hai Nakhuda Ka Lyrics

"Sahara Hai Nakhuda Ka" lyrics from Nakhuda sung by mahendra kapoor and music directed by mohammed zahur khayyam and composed by mohammed zahur khayyam and lyrics written by muqtida hasan nida fazli

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sahara Hai Nakhuda Ka Lyrics


Allah allah allah beli ho
Allah beli
Allah allah allah beli ho
Allah beli
Kasti rawa dawa hai
Sahara hai na khuda
Tufan me khuda ka
Isara hai na khuda
Kasti rawa dawa hai
Sahara hai na khuda
Tufan me khuda ka
Isara hai na khuda
Allah allah allah beli ho
Allah beli
Allah allah allah beli ho
Allah beli

Majhab hai uska pyar
Ibadat hai dosti
Jalta hai wo diye sa
Lutata hai roshani
Khidmat khuda ke
Bando ki hai uski bandagi
Jina hai dusro ke
Liye uski jindagi
Har nam ka nadi me
Kinara hai na khuda
Tufan me khuda ka
Isara hai na khuda
Kasti rawa dawa hai
Sahara hai na khuda
Tufan me khuda ka
Isara hai na khuda
Allah allah allah beli ho
Allah beli
Allah allah allah beli ho
Allah beli

Faili hui jami ki
Tarah uska pyar hai
Uska nahi hai koi
Wohi sabka yar hai
Khatro se khela hai
Wo oro ke waste
Hatke musadiro ko
Dikhata hai raste
Rato ka chand bhor
Ka tara hai na khuda
Tufan me khuda ka
Isara hai na khuda
Kasti rawa dawa hai
Sahara hai na khuda
Tufan me khuda ka
Isara hai na khuda
Allah allah allah beli ho
Allah beli
Allah allah allah beli ho
Allah beli.

More songs lyrics from Nakhuda.