Sagar Nahi To Kya Hai Lyrics

"Sagar Nahi To Kya Hai" lyrics from Naatak sung by mohammed rafi and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Sagar Nahi To Kya Hai Lyrics


Sagar nahi hai to kya hai
Sagar nahi hai to kya hai
Teri aankh ka nasha to hai
Badal nahi hai to kya hai
Badal nahi hai to kya hai
Teri zulf ki ghata to hai
Sagar nahi hai to kya hai

Meri tamana thi mehfil se
Tum ye uth ke jane lage ho
Aisi bhi kya berukhi ruth kar
Humse aankhe churane lage
Ho churane lage ho
Mausam nahi hai to kya hai
Mauka ye pyar ka to hai
Sagar nahi hai to kya hai

Teri zulf ke ghane saye me
Char pal sath tere jiyenge
Sagar se roz pite hai
Aaj teri nazar se piyenge
Nazar se piyenge
Sakhi nahi hai to kya hai
Ek shok dilruba to hai
Sagar nahi hai to kya hai

Shayad yahi ha kayamat ki rat
Man lene ko ji chahata hai
Teri kasam aaj dil hi nahi
Jaan dene ko ji chahata hai
Ji chahata hai
Katil nahi hai to kya hai
Kafir teri ada to hai
Sagar nahi hai to kya hai
Sagar nahi hai to kya hai.

More songs lyrics from Naatak.