Sab Kuchh Lutaaya Hum Ne Lyrics

"Sab Kuchh Lutaaya Hum Ne" lyrics from Chunaria sung by mohammed rafi and music directed by hansraj behl and composed by hansraj behl and lyrics written by mukhram sharma ashant

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Sab Kuchh Lutaaya Hum Ne Lyrics


Ghar chhod kar banaaya
Ghar chhod kar banaaya
Hai ghar teri gali mein
Hai ghar teri gali mein

Kanajar tane huye hain
Aur sar jhuke huye hain
Aur sar jhuke huye hain
Maqatil ka kinch raha hai
Maqatil ka kinch raha hai
Manazar teri gali mein
Manazar teri gali mein
Sab kuchh lutaaya hum ne

Maathe pe us ko rakh loon
Sajade mein sar jhuka doon
Sajade mein sar jhuka doon
Mil jaaye jo bhi ham ko
Mil jaaye jo bhi ham ko
Patthar teri gali mein
Patthar teri gali mein
Sab kuchh lutaaya hum ne

Tere liye jiye hain
Tere liye maren ge
Tere liye maren ge
Ab to thikana hai ye
Ab to thikana hai ye
Mar kar teri gali mein
Mar kar teri gali mein
Sab kuchh lutaaya hum ne.

More songs lyrics from Chunaria.