Saaz Ho Tum Aawaz (Title) Lyrics

"Saaz Ho Tum Aawaz (Title)" lyrics from Saaz Aur Awaz sung by mohammed rafi and music directed by naushad ali and composed by naushad ali and lyrics written by khumar barabankvi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Saaz Ho Tum Aawaz (Title) Lyrics


Saaz ho tum aawaz hoon main,
Tum bina ho main hoon taar
Saaz ho tum aawaz hoon main,
Tum bina ho main hoon taar
Rok sako toh rok lo apani
Payal ki jhankaar
Saaz ho tum aawaz hoon main,
Tum bina ho main hoon taar

Mere git ko git na samajho,
Pyaar ki hai sargam
Mere raag ke har ek sur pe,
Ghungharu bole chham chham
Prit ki lay par jhoom ke nacho,
Ab na karo inkar, ab na karo inkar
Rok sako toh rok lo apani,
Payal ki jhankaar
Saaz ho tum aawaz hoon main,
Tum bina ho main hoon taar

Prem tarana rang pe aaya,
Rup ne li angadayi
Taal pe man ki jhanjhar jhanaki,
Jhanjhar jhanaki chhan chhan
Taal pe man ki jhanjhar jhanaki
Patali kamar balakhayi, kamar balakhayi
Sudh budh khokar besudh hokar,
Nach uthi gulnar, nach uthi gulnar
Rok sako toh rok lo apani,
Payal ki jhankaar
Saaz ho tum aawaz hoon main,
Tum bina ho main hoon taar
Saaz ho tum aawaz hoon main,

Tan man jhume gagan toh chume,
Prit huyi matwali, prit huyi matwali
Aaj mila jivan se jivan,
Pyar ne manjil payi
Dil ki baaji jit ke maine,
Jit liya sansar, jit liya sansar
Rok sako toh rok lo apani,
Payal ki jhankaar
Saaz ho tum aawaz hoon main.

More songs lyrics from Saaz Aur Awaz.