Saawan Ki Aayi Hai Bahaar Lyrics

"Saawan Ki Aayi Hai Bahaar" lyrics from Anjaan sung by lata mangeshkar and music directed by hemanta kumar mukhopadhyay and composed by hemanta kumar mukhopadhyay and lyrics written by rajendra krishan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Saawan Ki Aayi Hai Bahaar Lyrics


Saawan ki aayi hai bahaar
Jhoole pe mera pyaar sakhi
Jhulna jhulaaye jaa
Ho saawan ki aayi hai bahaar
Saawan ki aayi hai bahaar
Jhoole pe mera pyaar sakhi
Jhulna jhulaaye jaa
Ho saawan ki aayi hai bahaar

Jhulna mein jhoolo guyiyaan
Sab kuchh bhool ke
Jhulna mein jhoolo guyiyaan
Sab kuchh bhool ke
Kabhi gori dekh zara
Piyaa sang jhool ke
Kabhi gori dekh zara
Piyaa sang jhool ke
Piyaa sang jhool ke
Ho nainon mein aayega khumaar
Jhooloongi sau sau baar
Sakhi jhulna jhulaaye jaa
Ho saawan ki aayi hai bahaar
Jhoole pe mera pyaar sakhi
Jhulna jhulaaye jaa
Ho saawan ki aayi hai bahaar

Gori gori bainyon ka
Jhulna banaaun main
Gori gori bainyon ka
Jhulna banaaun main
Nazron ki dor daaloon
Saiya ko jhulaaun main
Nazron ki dor daaloon
Saiya ko jhulaaun main
Saiya ko jhulaaun main
Ho miljul ke gaayenge malhaar
Jhoomega mera pyaar
Sakhi jhulna jhulaaye jaa
Ho saawan ki aayi hai bahaar
Jhoole pe mera pyaar sakhi
Jhulna jhulaaye jaa
Ho saawan ki aayi hai bahaar
Jhoole pe mera pyaar sakhi
Jhulna jhulaaye jaa
Ho saawan ki aayi hai bahaar.

More songs lyrics from Anjaan.