Saavan Ki Aahat Se (Title) Lyrics

"Saavan Ki Aahat Se (Title)" lyrics from Saavan Ki Aahat Se sung by raju magare and music directed by suneet borgaonkar and composed by suneet borgaonkar and lyrics written by raju magare

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Saavan Ki Aahat Se (Title) Lyrics


Saavan ki aahat se
Meri chahat roothi hai
Saavan ki aahat se
Meri chahat roothi hai
Waah khuda kya kamaal hai
Teri duniya joothi hai
Waah khuda kya kamaal hai
Teri duniya joothi hai

Saavan ki aahat se
Meri chahat roothi hai
Waah khuda kya kamaal hai
Teri duniya joothi hai
Waah khuda kya kamaal hai
Teri duniya joothi hai

Aash laga ke usne mere dil ko toda hai
Aash laga ke usne mere dil ko toda hai
Dard bhare viraane mein
Mujhe tanhaa chhoda hai
Bani banai aisi
Bani banai aisi meri kismat footi hai
Waah khuda kya kamaal hai
Teri duniya joothi hai
Waah khuda kya kamaal hai
Teri duniya joothi hai

Tujhse bana har ek dil
Har dil mein basa ek jazbaa
Tujhse bana har ek dil
Har dil mein basa ek jazbaa
Jazbaa nahi hai ye toh
Jootha dilasa hai
Bikhar gaye hai sapne
Bikhar gaye hai sapne
Meri aashae tuti hai
Waah khuda kya kamaal hai
Teri duniya joothi hai
Waah khuda kya kamaal hai
Teri duniya joothi hai

Saavan ki aahat se
Meri chahat roothi hai
Saavan ki aahat se
Meri chahat roothi hai
Waah khuda kya kamaal hai
Teri duniya joothi hai
Waah khuda kya kamaal hai
Teri duniya joothi hai.

More songs lyrics from Saavan Ki Aahat Se.