Saath Me Pyaara Lyrics

"Saath Me Pyaara" lyrics from Dil Daulat Duniya sung by kishore kumar and music directed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and composed by jaikishan dayabhai panchal, shankar singh raghuvanshi and lyrics written by shaily shailender

Singer(s):
Lyricist(s):

Saath Me Pyaara Lyrics


Saath me pyara sathi hai
Raat bhi ye madmati hai
Aise me ab tum hi kaho
Nind kise kab aati hai
Saath me pyara sathi hai
Raat bhi ye madmati hai
Aise me ab tum hi kaho
Nind kise kab aati hai
Saath me pyara sathi hai

Saya bhi jinka kal tak rahta tha dur hamse
Kyun pnas aa gaye wo puche na koi hamse
Saya bhi jinka kal tak rahta tha dur hamse
Kyun paas aa gaye wo puche na koi hamse
Saath me pyara sathi hai
Raat bhi ye madmati hai
Aise me ab tum hi kaho
Nind kise kab aati hai
Saath me pyara sathi hai

Poonam ke chand jaisi bharpur ye jawani
Uthti hai dekh jisko dil me umang diwani
Poonam ke chand jaisi bharpur ye jawani
Uthti hai dekh jisko dil me umang diwani
Saath me pyara sathi hai
Raat bhi ye madmati hai
Aise me ab tum hi kaho
Nind kise kab aati hai
Saath me pyara sathi hai

Ji chahe aaj tujhko sine se mai laga lu
Ho na juda kabhi fir sanso me yu basalu
Ji chahe aaj tujhko sine se mai laga lu
Ho na juda kabhi fir sanso me yu basalu
Saath me pyara sathi hai
Raat bhi ye madmati hai
Aise me ab tum hi kaho
Nind kise kab aati hai
Saath me pyara sathi hai
Raat bhi ye madmati hai
Aise me ab tum hi kaho
Nind kise kab aati hai
Nind kise kab aati hai
Nind kise kab aati hai
Nind kise kab aati hai.

More songs lyrics from Dil Daulat Duniya.