Saath Chhutega Kaise Mera Aapka Lyrics

"Saath Chhutega Kaise Mera Aapka" lyrics from Tamanna sung by chandan dass and music directed by jahid hussain and composed by jahid hussain

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Saath Chhutega Kaise Mera Aapka Lyrics


Saath chhutega kaise mera aapka
Saath chhutega kaise mera aapka
Jab mera dil hi ghar ban gaya aapka
Jab mera dil hi ghar ban gaya aapka
Saath chhutega kaise mera aapka
Saath chhutega kaise mera aapka

Aap aaye badi umra hain aapki
Aap aaye badi umra hain aapki
Aap aaye badi umra hain aapki
Bas abhi naam maine liya aapka
Bas abhi naam maine liya aapka
Jab mera dil hi ghar ban gaya aapka
Jab mera dil hi ghar ban gaya aapka
Saath chhutega kaise mera aapka
Saath chhutega kaise mera aapka

Dar hain mujhko na badnaam karde kahin
Dar hain mujhko na badnaam karde kahin
Dar hain mujhko na badnaam karde kahin
Iss tarah pyaar se dekhana aapka
Iss tarah pyaar se dekhana aapka
Jab mera dil hi ghar ban gaya aapka
Jab mera dil hi ghar ban gaya aapka
Saath chhutega kaise mera aapka
Saath chhutega kaise mera aapka

Aapki ik nazar kar gayi kya asar
Aapki ik nazar kar gayi kya asar
Aapki ik nazar kar gayi kya asar
Mera dil thaa mera ho gaya aapka
Mera dil thaa mera ho gaya aapka
Jab mera dil hi ghar ban gaya aapka
Jab mera dil hi ghar ban gaya aapka
Saath chhutega kaise mera aapka
Saath chhutega kaise mera aapka.

More songs lyrics from Tamanna.