Saanson Ki Maala Lyrics

"Saanson Ki Maala" lyrics from Koyla sung by alka yagnik and music directed by rajesh roshan and composed by rajesh roshan and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Saanson Ki Maala Lyrics


Sanson ki mala pe, sanson ki mala pe
Simroon main pi ka naam
Sanson ki mala pe
Simroon main pi ka naam
Prem ke path pe chalte chale
Ho gayee main badnaam
Sanson ki mala pe
Simroon main pi ka naam
Sanson ki mala pe
Simroon main pi ka naam
Prem ke path pe chalte chale
Ho gayee main badnaam
Sanson ki mala pe
Simroon main pi ka naam

Jeevan ka singar hai preetam
Maang ka hai sindoor
Maang ka hai sindoor
Jeevan ka singar hai preetam
Maang ka hai sindoor
Maang ka hai sindoor
Preetam ki nazroon se
Gir ke hai jeena kis kaam
Sanson ki mala pe
Simroon main pi ka naam
Sanson ki mala pe
Simroon main pi ka naam
Prem ke path pe chalte chale
Ho gayee main badnaam
Sanson ki mala pe
Simroon main pi ka naam

Aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa
Aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa
Aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa
Dhanp liya palkon mein tujhko
Band kar liye nain
Band kar liye nain
Dhanp liya palkon mein tujhko
Band kar liye nain
Band kar liye nain
Tu mujhko main tujhko dekhoon
Gairon ka kya kaam
Sanson ki mala pe
Sanson ki mala pe
Simroon main pi ka naam
Prem ke path pe chalte chale
Ho gayee main badnaam
Sanson ki mala pe
Simroon main pi ka naam
Sanson ki mala pe
Simroon main pi ka naam.

More songs lyrics from Koyla.