Saajan Ki Yaad Lyrics

"Saajan Ki Yaad" lyrics from Guru Dakshina sung by prempal and music directed by lachhiram tamar and composed by lachhiram tamar and lyrics written by sarshar sailani

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Saajan Ki Yaad Lyrics


Dil jabse diya hai sajan ko
Apne begane bhul gaye
Ulfat ka fasana yaad raha
Aur sare fasane bhul gaye
Sajan ki yaad suhani hai
Haye suhani hai
Sajan ki yaad suhani hai
Haye suhani hai
Kya isi ka naam jawani hai
Haye jawani hai
Kya isi ka naam jawani hai
Haye jawani hai
Sajan ki yaad suhani hai
Haye suhani hai

Tum ek nazar se de dena
Tum ek nazar se de dena
Agar tum apne dil ko
Agar tum apne dil ko
Kya isi ka naam jawani hai
Haye jawani hai
Kya isi ka naam jawani hai
Haye jawani hai
Sajan ki yaad suhani hai
Haye suhani hai

Yeh hoth gulabi kya kahna
Yeh gal sarabi kya kahna
Yeh hoth gulabi kya kahna
Yeh gal sarabi kya kahna
Jhukti aankh mastani hai
Kya isi ka naam jawani hai
Jhukti aankh mastani hai
Kya isi ka naam jawani hai
Jhukti aankh mastani hai
Kya isi ka naam jawani hai
Haye jawani hai
Sajan ki yaad suhani hai
Haye suhani hai

Is dil ki ada par kaun mare
Is dil ki ada par kaun mare
Kaun aise iske naam kare
Kaun aise iske naam kare
Aaj apni kal begani hai
Kya isi ka naam jawani hai
Aaj apni kal begani hai
Kya isi ka naam jawani hai
Haye jawani hai
Sajan ki yaad suhani hai
Haye suhani hai
Sajan ki yaad suhani hai
Haye suhani hai.

More songs lyrics from Guru Dakshina.