Saajan Ke Ghar Jaao Lyrics

"Saajan Ke Ghar Jaao" lyrics from Khamosh Nigahen sung by shamshad begum, zeenat begum and music directed by vinod and composed by vinod and lyrics written by aziz kashmiri

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Saajan Ke Ghar Jaao Lyrics


Saajan ke ghar jaao ri gori
Haar singaar laga ke
Saajan ke ghar jaao ri gori
Haan singaar laga ke
Haan na sharmaao
Haan haan ji na sharmaao
O ho ji naa sharmaao
Haaan aan aan
Pi sang nain mila ke

Mehandi laage haath tihaare
Dekhen pi matwaare haan haan
Dekhen pi matwaare
Mehandi laage haath tihaare
Dekhen pi matwaare haan haan
Dekhen pi matwaare
Ghoonghat mein tum
Chhup na jaana
Ghoonghat mein tum
Chhup na jaana
Laaj sharam ke maare
Laaj sharam ke maare
Dekho na sharmaao
Haan haan ji na sharmaao
O ho ji na sharmaao
Haaaan aan aan
Pi sang nain milaake
Saajan ke ghar jaao ri gori
Haar singaar laga ke
Saajan ke ghar jaao ri gori
Haar singaar laga ke
Haan na sharmaao
Haan haan ji na sharmaao
O ho ji naa sharmaao
Haaaan aan aan
Pi sang nain mila ke

Meethhi meethhi baat piya ki
Meethhi meethhi baat piya ki
Sunke bhool na jaana
Haan haan
Sunke bhool na jaana
Hai tera suhaag kisi se
Aise hi batlaana
Hai tera suhaag kisi se
Aise hi batlaana
Ab na sharmaao
Haan haan ji na sharmaao
O ho ji na sharmaao
Haaaan aan aan
Pi sang nain milaake
Saajan ke ghar jaao ri gori
Haar singaar laga ke
Saajan ke ghar jaao ri gori
Haar singaar laga ke
Haan na sharmaao
Haan haan ji na sharmaao
O ho ji naa sharmaao
Haaaan aan aan
Pi sang nain mila ke.

More songs lyrics from Khamosh Nigahen.