Ruk Jana O Jana Lyrics

"Ruk Jana O Jana" lyrics from Warrant sung by kishore kumar and music directed by rahul dev burman and composed by rahul dev burman and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ruk Jana O Jana Lyrics


Ruk ruk ruk ruk
Ruk ruk ruk ruk, jaana
Zaraa ruk jaana
Ruk jaana o jaanan
Hamse do baatein
Karke chali jaana
Ke mausam hai deewana
Are ruk jaanaa o jaanaan
Hamse do baatein
Karke chali jaana
Ke mausam hai deewaana

He is dil ka salaam de doon
Aa tujhko paighaam de doon
Achchhaa saa ek naam de doon
Rukhsaanaa rukhsaanaa
Rukhsaanaa rukhsaanaa
Ruk jaa ruk jaanaa o jaanan
Hamse do baatein
Karke chali jaana
Ke mausam hai deewana

Zuu zuu
Aisa kyaa janab gussa
Pyaar ka jawab gussa
Hota hai kharab gussa
Naa naa naa naa naa naa
Naa naa naa naa naa naa

Ruk jaa
Ruk jaanaa o jaanan
Hamse do baatein
Karke chali jaana
Ke mausam hai deewana

Laakhon mein tu ek ladki
Lagti hai tu nek ladki
Hans ke zaraa dekh ladki
Sharma naa sharma naa
Sharma naa sharma naa

Ruk jaa
Ruk jaana o jaanan
Hamse do baatein
Karke chali jaana
Ke mausam hai deewana
Ke mausam hai deewana.

More songs lyrics from Warrant.