Roye Dharti Aur Aakash Lyrics
"Roye Dharti Aur Aakash" lyrics from Naag Pooja sung by mohammed rafi and music directed by usha khanna and composed by usha khanna and lyrics written by bharat vyas
Roye Dharti Aur Aakash Lyrics
Roye dharti aur aakash
Roye dharti aur aakash
Piya sang siya chali banvas
Piya sang siya chali banvas
Raat andheri raah na sujhe
Dukh ke badal chaye
Aandhi or tufan me ghir kar
Pag pag thokar khaye
Sati suhagan pati ke path me
Karti punya parkash
Piya sang siya chali banvas
Piya sang siya chali banvas
Roye dharti aur aakash
Roye dharti aur aakash
Piya sang siya chali banvas
Piya sang siya chali banvas
Likhe bhagya le lekh
Kabhi kya tale se talte hai
Phulo me palne wale ye
Kaato pe chalte hai
Tan me hai ho
Tan me hai bhakti ki shakti
Man me hai vishwas
Piya sang siya chali banvas
Piya sang siya chali banvas
Roye dharti aur aakash
Roye dharti aur aakash
Piya sang siya chali banvas
Piya sang siya chali banvas.
More songs lyrics from Naag Pooja.