Roshan Hai Tere Dam Se Lyrics

"Roshan Hai Tere Dam Se" lyrics from Devdas sung by pahadi sanyal and music directed by timir baran and composed by timir baran and lyrics written by kidar nath sharma (kedar sharma)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Roshan Hai Tere Dam Se Lyrics


Roshan hai tere dam se
Duniya ka parikhaana
Roshan hai tere dam se
Duniya ka parikhaana
Roshan hai tere dam se
Duniya ka parikhaana
Allaah tujhe rakhe
O jalwaa-e-janaanaa
Allaah tujhe rakhe
O jalwaa-e-janaanaa
Roshan hai tere dam se
Duniya ka parikhaana
Roshan hai tere dam se

Kya jalwaa-gari hai ye
O mast nazar waale
Kya jalwaa-gari hai ye
O mast nazar waale
Paimaane ke andar hai
Maikhaane ka maikhaanaa
Paimaane ke andar hai
Maikhaane ka maikhaanaa
Roshan hai tere dam se
Duniya ka parikhaana
Roshan hai tere dam se

Zaahid ke taassub se ae ae
Kab zafar ka barpa hai
Zaahid ke tassub se ae ae ae
Kab zafar ka barpa hai varna
Butkhaane mein kaabah hai
Kaabeh mein hai butkhaanaa
Butkhaane mein kaabah hai
Kaabeh mein hai butkhaanaa
Roshan hai tere dam se
Duniya ka parikhaana
Roshan hai tere dam se haan.

More songs lyrics from Devdas.