Root Hai Jawa Lyrics

"Root Hai Jawa" lyrics from Vandana sung by lata mangeshkar and music directed by ravi shankar sharma (ravi) and composed by ravi shankar sharma (ravi) and lyrics written by asad bhopali

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Root Hai Jawa Lyrics


Root hai jawa
Sama hai bada pyara
Aaja diwane ke
Phir ye bahare kaha
De de zara
Jawani ko sahara
Baho me le
Le mujhe pyar se
Hu kab se bekarar mai yaha
Root hai jawa
Sama hai bada pyara
Aaja diwane ke
Phir ye bahare kaha
De de zara
Jawani ko sahara
Baho me le le mujhe pyar se
Hu kab se bekarar mai yaha

Tune kabhi socha hai kya
Mai hu teri tu hai mera
Tune kabhi socha hai kya
Mai hu teri tu hai mera
Aaja mere sajna
Tu hi meri duniya

Tere siva lage na koi pyara
Baho me le le mujhe pyar se
Hu kab se bekarar mai yaha
Rut hai jawa
Sama hai bada pyara
Aaja diwane ke
Phir ye bahare kaha
De de zara
Jawani ko sahara
Baho me le le mujhe pyar se
Hu kab se bekarar mai yaha

Tire nazar aisi chala
Jitna chube aaye maza
Tire nazar aisi chala
Jitna chube aaye maza
Jo aise chahe tadpa
Lekin yu na tarsa
Ab to samjh
Nigaho ka ishara
Baho me le le mujhe pyar se
Hu kab se bekarar mai yaha
Root hai jawa
Sama hai bada pyara
Aaja deewane ke
Phir ye bahare kaha
De de zara
Jawani ko sahara
Baho me le le mujhe pyar se
Hu kab se bekarar mai yaha.

More songs lyrics from Vandana.