Roja Janeman Lyrics

"Roja Janeman" lyrics from MTV Unplugged: Season 5 sung by hariharan

Singer(s):

Roja Janeman Lyrics


Saiyan gar naahi moraa,
Saiyan gar naahi moraa,
Saiyan gar naahi moraa,

Jaban bitto jaaye,
Saiyan gar naahi moraa,
Saiyan gar naahi moraa,
Moraa.. Moraa..
Saiyan gar naahi moraa,

Aaaa aaa..

Roja janeman,
Tu dil ki dhadkan,
Tujh bin tarse naina,

Dil se naa jaati hain,
Yaadein tumahri,
Tum bin kaise jeena,

Aankhn mein tu hai,
Aansuon mein tu hai,
Aankhein band karlu toh,
Maan bhi tu hai,

Khwabon mein tu,
Saanson mein tu,
Roja,

Roja janeman,
Tu dil ki dhadkan,
Tujh bin tarse naina,

Roja janeman,
Tu dil ki dhadkan,
Tujh bin tarse naina,

Aankhn mein tu hai,
Aansuon mein tu hai,
Aankhein band karlu toh,
Maan bhi tu hai,

Khwabon mein tu,
Saanson mein tu,
Roja,

Hun toh torri aas lagau,
Hun toh torri aas lagau,
Kaase kahu mann ki bidwa,

Saiyan gar naahi moraa,
Saiyan gar naahi moraa,
Saiyan gar naahi moraa,

La la la lala…la la..

Chhuke yun chali hawa,
Jaise chhu gaye ho tum,
Phool jo khile the wo,
Sholey ban gaye ho kyu,

Chhuke yun chali hawa.. Hawa..

Chhuke yun chali hawa,
Jaise chhu gaye ho tum,
Phool jo khile the wo,
Sholey ban gaye ho kyu,

Jee raha hun isliye,
Dil mein pyaar hai tera,
Zulam seh raha hun kyu,
Intezaar hai tera,

Tere bina meri,
Jaan nahi jayegi,
Kayamat se pehle,
Saamne tu aayegi,

Kahaa hai tu,
Kaisi hai tu,
Roja,

Roja janeman,
Tu dil ki dhadkan,
Tujh bin tarse naina,

Aankhn mein tu hai,
Aansuon mein tu hai,
Aankhein band karlu toh,
Maan bhi tu hai,

Kahaa hai tu,
Kaisi hai tu,
Roja,

More songs lyrics from MTV Unplugged: Season 5.