Rohi Lyrics

"Rohi" lyrics from Tabeer sung by shafqat amanat ali khan and music directed by shafqat amanat ali khan and composed by shafqat amanat ali khan

Music Director(s):

Rohi Lyrics


O jindadi bujhi o yaar sajan
Kabhi moh mohar aur aa watan
O jindadi bujhi o yaar sajan
Kabhi moh mohar aur aa watan
O jindadi

Rohi ki ajab bahar hai
Jahan mujh kamli ka yaar hai
Wahan aashiq uske hazar hain
Aur main numarhi hoon be watan
Ho jindadi bujhi o yaar

Kahin door jaaye basa hai jo
Mere man mein jiski chhavi hai
Woh na jalaye tan sulgaye jo
Kaise mitegi yeh agan
Ho jindadi bujhi o yaar

Rohi ke peer farid ki
Rohi ke peer farid ki
Bas chaah hai ik deed ki
Mujhe aas hai us eid ki
Jo milaye bichhda hua sajan
O jindadi bujhi o yaar sajan
Kabhi moh mohar aur aa watan
Ho jindadi.

More songs lyrics from Tabeer.