Rim Zim Rim Zim Sawan Lyrics

"Rim Zim Rim Zim Sawan" lyrics from Dancer sung by lata mangeshkar, s. p. balasubrahmanyam and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):

Rim Zim Rim Zim Sawan Lyrics


Rim jhim rim jhim
Sawan barse
Barse sawan pyasa
Pyasa man tarse
Rim jhim rim jhim
Sawan barse
Barse sawan pyasa
Pyasa man tarse
Sard hawa jab aati hain
Mitha dard jagati hain
Jaa meri jaa aa meri jaa
Aise mein kyu tadpaye
Rim jhim rim jhim
Sawan barse
Barse sawan pyasa
Pyasa man tarse
Rim jhim rim jhim
Sawan barse
Barse sawan pyasa
Pyasa man tarse
Sard hawa jab aati hain
Mitha dard jagati hain
Jaa meri jaa aa meri jaa
Aise mein ji ghabraye
Rim jhim rim jhim
Sawan barse
Barse sawan pyasa
Pyasa man tarse
Rim jhim rim jhim
Sawan barse
Barse sawan pyasa
Pyasa man tarse

Bhigi bhigi raat aayi
Aaye maja ab jeene mein
Ye kaisi barsat aayi
Aag lagi hain sine mein
Bhigi bhigi raat aayi
Aaye maja ab jeene mein
Ye kaisi barsat aayi
Aag lagi hain sine mein
Mausam harjayi hain
Pagal purwayi hain
Mausam harjayi hain
Pagal purwayi hain
Aise me thar thar thar thar
Kape badan mera dar se
Rim jhim rim jhim
Sawan barse
Barse sawan pyasa
Pyasa man tarse
Rim jhim rim jhim
Sawan barse
Barse sawan pyasa
Pyasa man tarse

Ek duje se aao cahlo hum
Chahat ka izhar kare
Kaheti hain dhadkan dilo ki
Aa baho mein pyar kare
Ek duje se aao cahlo hum
Chahat ka izhar kare
Kaheti hain dhadkan dilo ki
Aa baho mein pyar kare
Hum to deewane hain
Sab se anjane hain
Hum to deewane hain
Sab se anjane hain
Mai tera tu meri hain
Kya lena dunia bhar se
Rim jhim rim
Jhim sawan barse
Barse sawan pyasa
Pyasa man tarse
Rim jhim rim
Jhim sawan barse
Barse sawan pyasa
Pyasa man tarse
Sard hawa jab aati hain
Mitha dard jagati hain
Jaa meri jaa aa meri jaa
Aise mein kyu tadpaye
Rim jhim rim
Jhim sawan barse
Barse sawan pyasa
Pyasa man tarse
Rim jhim rim
Jhim sawan barse
Barse sawan pyasa
Pyasa man tarse.

More songs lyrics from Dancer.