Rehnuma Lyrics

"Rehnuma" lyrics from Blue sung by shreya ghoshal, sonu nigam and music directed by a.r. rahman and composed by a.r. rahman and lyrics written by abbas tyrewala

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Rehnuma Lyrics


Ho fida khatam fanaah
Meri chaahat mein tu
Jal jara haan pighal
Jara meri ulfat mein tu
Leher si yeh baahein
Zeher si nigaahein, kaatil ada

Ho fida main fida huwa,
Khatam fanaah main fanaah huwa
Meri chaahat mein tu teri chaahat mein
Jal jara haan pighal jara meri
Ulfat mein tu main teri ulfat mein
Leher si yeh baahein
Zeher si nigaahein,
Kaatil ada, kaatil ada

Teri panaahon mein toh jindagaani,
Shaayad milegi khud ko mitaake
Kimat hai teri wafao ki kya suno,
Mar de ya pyaar de jo bhi ho haasil
Na sahaara na kinaara
Kismat mein na koyi saahil
Rehnumaa, hai tera samandar,
Meherbaan, hai tera samandar
Kaarvaan, hai tera samandar hamnavaa

Julfon ki kaid mubaarak tujhe ho,
Palakon mein so ja tu ghum bhulaake
Aashiq aawaara saans le jara,
Khauf se ya shauk se naam le tu mera
Ho inaayat ya kayaamat
Hak hoga bas uspar tera
Rehnumaa, hai tera samandar,
Meherbaan, hai tera samandar
Kaarvaan, hai tera samandar hamnavaa
Rehnumaa, hai tera samandar,
Meherbaan, hai tera samandar
Kaarvaan, hai tera samandar hamnavaa.

More songs lyrics from Blue.