Re Mere Maula Lyrics

"Re Mere Maula" lyrics from Road To Sangam sung by shadab faridi and music directed by nitin kumar gupta, vinay mishra and composed by nitin kumar gupta, vinay mishra and lyrics written by sudhir nema

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Re Mere Maula Lyrics


Aana aana

Mashware aur hidaayate
Nazar yeh kya karun
Mashware aur hidaayate
Nazar yeh kya karun
Meri aankhon se bhi dikhata hai
Nazaara kya karun
Re mere maula re mere maula
Re mere maula re mere maula

Maula maula….
Hai yeh galat aur yeh hai sahi
Sab kahein aisa kar hai yahi bandagi
Mere dil mein bhi tu hi chhipa hai kahin
Abb toh tu hi bata kya hai farmaan ji
Abb tera bhi mujhako hai
Sahaara kya karun
Re mere maula re mere maula

Maula maula maula maula….
Sab ke chaaron taraf ek diwaar kyun
Khud ki bhi nazaron mein
Hum gunehgaar kyun
Maula maula maula maula….
Aadami inn dino thoda bimaar kyun
Ik aman ke liye itani takraar kyun
Badi ummidon se tujhako hai
Pukaara kya karun
Re mere maula re mere maula

Mashware aur hidaayate
Nazar yeh kya karun
Mashware aur hidaayate
Nazar yeh kya karun
Meri aankhon se bhi dikhata hai
Nazaara kya karun
Re mere maula re mere maula
Re mere maula re mere maula.

More songs lyrics from Road To Sangam.