Rasvanti Naar Aayi Lyrics

"Rasvanti Naar Aayi" lyrics from Gopal - Krishna sung by asha bhosle and music directed by datta naik and composed by datta naik and lyrics written by bharat vyas

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Rasvanti Naar Aayi Lyrics


Rasvanti naar aayi
Saj ke singar aayi
Maduban ki kaliya mehke
Maduban ki kaliya mehke mehke
Maduban ki kaliya mehke mehke
Rasvanti naar aayi

Mehandi rache pav me
Jhnke jhn jhn jhanjriya
Mehandi rache pav me
Jhnke jhn jhn jhanjriya
Chhan chhan jaise gagan se
Barkha ke bundaniya
Kuh kuh kuh ki sari
Angyo ki dari dari
Vo sari koyaliya chahke
Chahke
Maduban ki kaliya mehke mehke
Rasvanti naar aayi
Saj ke singar aayi
Maduban ki kaliya mehke mehke
Maduban ki kaliya mehke mehke
Rasvanti naar aayi

Mukh de pe hai preet bhari
Sangit hai kangna mere
Mukh de pe hai preet bhari
Sangit hai kangna mere
Yu to gira punam ka chanda
Tere angna me
Muh se kahoge nahi
Bas me rahoge nahi
Dhadke kaljva rah ke rah ke
Maduban ki kaliya mehke mehke
Rasvanti naar aayi
Saj ke singar aayi
Maduban ki kaliya mehke mehke
Maduban ki kaliya mehke mehke
Rasvanti naar aayi.

More songs lyrics from Gopal - Krishna.