Rang Roop Ka Bazaar Lyrics

"Rang Roop Ka Bazaar" lyrics from Keemat sung by asha bhosle and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Rang Roop Ka Bazaar Lyrics


Rang rup ka ye bazar hai
Khariddar hai kaun mera na jane
Rang rup ka ye bazar hai
Khariddar hai kaun mera na jane
Har koi mera diwana
Do teer hai ek nishana
Rang rup ka ye bazar hai
Khariddar hai kaun mera na jane
Rang rup ka

Chehre pe mere sabki
Aankhe jhuki hai
Chehre pe mere sabki
Aankhe jhuki hai
Hotho pe sabke kitni bate ruki hai
Mai khubsurat hasina
Muskil hua mera jina
Rang rup ka ye bazar hai
Khariddar hai kaun mera na jane
Rang rup ka

Dil ke saudagar dil
Ka sauda karenge
Dil ke saudagar dil
Ka sauda karenge
Ulfat me thandi
Thandi aahe bharenge
Meri adaye bikengi
Meri wafaye bikengi
Rang rup ka ye bazar hai
Khariddar hai kaun mera na jane
Rang rup ka

Har ek hasina
Dekho kitni hasi hai
Har ek hasina
Dekho kitni hasi hai
Fir bhi hamari koi kimar nahi hai
Ye husn nilam hoga
Kya jane anzam hoga
Rang rup ka ye bazar hai
Khariddar hai kaun mera na jane
Har koi mera diwana
Do teer hai ek nishana
Rang rup ka ye bazar hai
Khariddar hai kaun mera na jane
Rang rup ka.

More songs lyrics from Keemat.