Rang Gayi Aaj Mann Ki Bagiya Lyrics

"Rang Gayi Aaj Mann Ki Bagiya" lyrics from Saugandh sung by asit baran, shanti and music directed by rai chand boral and composed by rai chand boral and lyrics written by pandit natwar

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Rang Gayi Aaj Mann Ki Bagiya Lyrics


Rang gayi aaj mann ki bagiya
Rang gayi
Kisne pichkari dhali
Rang gayi aaj mann ki bagiya
Kisne pichkari dhali

Chabb mein chipkar chidaki kisne
Chabb mein chipkar chidaki kisne
Hariyali mein yun dhali
Hariyali mein yun dhali
Rang gayi rang gayi
Aaj mann ki bagiya
Kisne pichkari dali

Mann kare bairi sang vaiya
Aur kali kali muskaye
Mann kare bairi sang vaiya
Aur kali kali muskaye
Rasiya banware ne aakar
Khushiyo ke taan sunaye
Rasiya banware ne aakar
Khushiyo ke taan sunaye
Papiha ne jis se sikha gana
Koyal ne kuk churayi
Papiha ne jis se sikha gana
Koyal ne kuk churayi
Rang gayi rang gayi
Aaj mann ki bagiya
Kisne pichkari dali
Rang gayi rang gayi
Aaj mann ki bagiya
Kisne pichkari dali

Phir baji vahi basuriya
Yamuna lene rang aayi
Phir baji vahi basuriya
Yamuna lene rang aayi
Sajani sajan ke sang mein
Ban than bahar ban aayi
Sajani sajan ke sang mein
Ban than bahar ban aayi
Neer jeevan mein jeevan chhaya
Neer jeevan mein jeevan chhaya
Jeevan ananya chhayi
Neer jeevan mein jivan chhaya
Jeevan ananya chhayi
Rang gayi aaj rang gayi
Aaj mann ki bagiya
Kisne pichkari dali.

More songs lyrics from Saugandh.