Rang Bhare Mausam Se Rang Lyrics

"Rang Bhare Mausam Se Rang" lyrics from Bandish sung by asha bhosle, kishore kumar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Rang Bhare Mausam Se Rang Lyrics


Rang bhare mosam se rang chura ke
Rang bhare mosam se rang chura ke
Aa dekhu teri mang me sindur saza ke
Sindur saza ke,
Rang bhare mosam se rang chura ke
Aa dekhu teri mang me sindur saza ke
Sindur saza ke
Rang bhare mosam se rang chura ke
Aa dekhu piya mai teri tasvir bana ke
Tasvir bana ke
Rang bhare mosam se rang chura ke

Sab kuch soch liya kya
Jaan de di to jiya kya
Ho sab kuch soch liya kya
Jaan de di to jiya kya
Tune mujhko diya kya
Mere pas raha kya
Lut liya is tarha
Ye to kaho kis tarha
Bas gayi aankho me tu nind uda ke
Meri nind uda ke
Rang bhare mosam se rang chura ke
Aa dekhu piya mai teri tasvir bana ke
Tasvir bana ke
Rang bhare mosam se rang chura ke

Jab tak jaan rahegi tab tak sath jiyenge
Jab tak jaan rahegi tab tak sath jiyenge
Jab tak parit rahegi tab tak pyar karenge
Oo zindagi ke naam se har kisi ke samne
Ye wada kiya maine kasam teri utha ke
Kasam teri utha ke
Rang bhare mosam se rang chura ke
Aa dekhu teri mang me sindur saza ke.

More songs lyrics from Bandish.