Rang Batein Karen Lyrics

"Rang Batein Karen" lyrics from Aawargi sung by abida parveen

Singer(s):

Rang Batein Karen Lyrics


Rang baatein karein
Aur baaton se
Khushboo aaye
Rang baatein karein
Aur baaton se
Khushboo aaye
Dard phoolon ki tarah
Dard phoolon ki tarah
Mahke agar tu aaye
Rang baatein karein
Aur baaton se
Khushboo aaye
Dard phoolon ki tarah
Dard phoolon ki tarah
Mahke agar tu aaye
Rang baatein karein

Bheeg jaati hain
Is ummeed pe
Aankhe har raat
Bheeg jaati jaati jaati
Bheeg jaati hain
Is ummeed pe
Aankhe har raat
Shayad is raat woh
Shayad is raat woh
Mehtab lab e ju aaye
Rang baatein karein
Aur baaton se
Khushboo aaye
Rang baatein karein

Hum teri yaad se
Qatara ke guzar jaate magar
Hum teri yaad se yaad se
Hum teri yaad se
Qatara ke guzar jaate magar
Raah mein phoolon ke lab
Raah mein phoolon ke lab
Saayon ke gesu aaye
Rang baatein karein
Aur baaton se
Khushboo aaye
Rang baatein karein

Aazmayish ki ghari se
Guzar aaye to ziya
Aazmayish ki
Aazma aazmayish ki
Aazmayish ki ghari se
Guzar aaye to ziya
Jashn e gamdari hua
Jashn e gamdari hua
Aankh mein aansoo aaye
Rang baatein karein
Aur baaton se
Khushboo aaye
Rang baatein karein.

More songs lyrics from Aawargi.