Ramji Ke Pass Hain Sab Ke Liye Masala Lyrics

"Ramji Ke Pass Hain Sab Ke Liye Masala" lyrics from Ramji Londonwaley sung by raghubir yadav and music directed by vishal bhardwaj and composed by vishal bhardwaj and lyrics written by munna dhiman

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ramji Ke Pass Hain Sab Ke Liye Masala Lyrics


He mausa ho ya mausi ho
He mausa ho ya mausi ho
Phuphi ho ya khala
Ramji ke pass hain sab ke liye masala
Ramji ke pass hain sab ke liye masala
Har taale ki chaabi har chaabi ka taala
Har taale ki chaabi har chaabi ka taala
Jaisi bhuk dekhe waisa de niwala
Ramji ke pass hain sab ke liye masala
Ramji ke pass hain sab ke liye masala
Har taale ki chaabi har chaabi ka taala
Har taale ki chaabi har chaabi ka taala

Bawarchi gharane se judi hain inki taare
Bawarchi gharane se
Peedi tar peedi se bawarchi hain saare
Bawarchi gharane se judi hain inki taare
Kue ke mendak hain ramji par hain kue ke raja
Saare kue mein bajta hain inke naam ka baja
Kai saal khud uble hain tab diya ubala
Ho ramji ke pass hain sab ke liye masala
Ramji ke pass hain sab ke liye masala

Behna ki shaadi ki sir pe zimmedari
Raat din yahi khayal sir pe kare sawari
Ram ji ki haatho mein aisi hain kala
Ek hi bhurki mein dil udne chala
Ek hi bhurki mein dil udne chala
Ram ji ki haatho mein aisi hain kala
Ho mantar hain ke har shay mein
Jee bhar daalo pyaar
Ho pyasa jo ruh bana karde zaykedaar
Bail gadi wala ho ya railgadi wala
Ramji ke pass hain sab ke liye masala
Ramji ke pass hain sab ke liye masala
Har taale ki chaabi har chaabi ka taala
Har taale ki chaabi har chaabi ka taala
Har taale ki chaabi har chaabi ka taala
Jaisi bhuk dekhe bhaiyya waise hi de niwala
Ramji ke pass bhaiyya
Ramji ke pass re ramji aha jiya ra jiya re
Jaisi bhuk dekhe waise hi de niwala
Ramji ke pass hain sab ke liye masala
Ramji ke pass hain sab ke liye masala.

More songs lyrics from Ramji Londonwaley.