Ram Prabhu Aadhar Jagat Ke Lyrics

"Ram Prabhu Aadhar Jagat Ke" lyrics from Sant Tulsidas sung by bhimsen joshi and music directed by gyan dutt and composed by gyan dutt

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ram Prabhu Aadhar Jagat Ke Lyrics


Ram prabhu aadhar jagat ke
Ram prabhu aadhar jagat ke
Ram jeevan aadhar
Ram ek aadarsh hamare
Vandan karun hazaar ho
Vandan karun hazaar
Shri ram shri ram

Do akshar ki amogh shakti
Do akshar ki amogh shakti
Maha mantra hai mangal naam
Maha mantra hai mangal naam
Shri ram shri ram
Shri ram jai ram jai jai ram
Ram prabhu aadhar

Ajanu baahu veer dhanurdhar
Shaamal kaanti sharir sundar
Ajanu baahu veer dhanurdhar
Shaamal kaanti sharir sundar
Sur nar paalak asura sanhaarak
Bhakt janon ke hain vishram
Shri ram ram prabhu aadhar

More songs lyrics from Sant Tulsidas.