Ram Ka Le Ke Naam Lyrics

"Ram Ka Le Ke Naam" lyrics from Dashavatar sung by krishnakumar kunnath (k.k) and music directed by anand kurhekar and composed by anand kurhekar and lyrics written by sandeep khare

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Ram Ka Le Ke Naam Lyrics


Siyavar ramchandr ki jai
Pawan putar hanuman ki jai
Ram ka le ke naam karenge
Chalo ram ka kaam
Shri ram jai ram jai jai ram
Shri ram jai ram jai jai ram
Ram ka le ke naam karenge
Chalo ram ka kaam
Shri ram jai ram jai jai ram
Shri ram jai ram jai jai ram
Ram hi shakti ram hi bhakti
Ram hi shakti ram hi bhakti
Ram punya ka dham
Bolo bolo ramchandr ki jai
Siyavar ramchandr ki jai
Bolo bolo ramchandr ki jai
Siyavar ramchandr ki jai
Shri ram jai ram jai jai ram
Shri ram jai ram jai jai ram

Ram baan ho ya ram dhut ho
Sada vijay hi paya
Jal sagar ya bhav sagar ho
Ram ne paar karaya
Ram baan ho ya ram dhut ho
Sada vijay hi paya
Jal sagar ya bhav sagar ho
Ram ne paar karaya
Jal sagar ya bhav sagar ho
Jal sagar ya bhav sagar ho
Ram ne paar karaya
Bolo bolo ramchandr ki jai
Siyavar ramchandr ki jai
Bolo bolo ramchandr ki jai
Siyavar ramchandr ki jai
Shri ram jai ram jai jai ram
Shri ram jai ram jai jai ram

Dharm ki shakti aur maryada
Savyam dharm hai ram
Shri ram jai ram jai jai ram
Ram ka naam lekar taire hai
Sagar par pashan
Shri ram jai ram jai jai ram
Ram naam ki shakti se hi lanka per uthan
Ram naam ki shakti se hi lanka per uthan
Bolo bolo ramchandr ki jai
Siyavar ramchandr ki jai
Bolo bolo ramchandr ki jai
Siyavar ramchandr ki jai
Shri ram jai ram jai jai ram
Shri ram jai ram jai jai ram

Veer bane the vaanar
Pakar ram naam saya
Aganit rakshak veer dashanam
Koi na tik paya
Veer bane the vaanar
Pakar ram naam saya
Aganit rakshak veer dashanam
Koi na tik paya
Aganit rakshak veer dashanam
Aganit rakshak veer dashanam
Koi na tik paya
Bolo bolo ramchandr ki jai
Siyavar ramchandr ki jai
Bolo bolo ramchandr ki jai
Siyavar ramchandr ki jai
Bolo bolo ramchandr ki jai
Siyavar ramchandr ki jai
Bolo bolo ramchandr ki jai
Siyavar ramchandr ki jai
Bolo bolo ramchandr ki jai
Siyavar ramchandr ki jai
Bolo bolo ramchandr ki jai
Siyavar ramchandr ki jai
Bolo bolo ramchandr ki jai
Siyavar ramchandr ki jai.

More songs lyrics from Dashavatar.