Raat Khamosh Thi Lyrics

Raat Khamosh Thi lyrics from Jashn sung by hariharan and music directed by hariharan and composed by hariharan and lyrics written by qaiser ul jafri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Raat Khamosh Thi Lyrics


Raat khamosh thi gungunate rahen
Raat khamosh thi gungunate rahen
Ajnabi saher ke ajnabi raste
Ajnabi tha main apna banate hai
Ajnabi tha main apna banate hai
Ajnabi saher ke ajnabi raste
Raat khamosh thi gungunate rahen

Koi sathi koi humsafar na mila
Saher anjaan tha uska ghar na mila
Koi sathi koi humsafar na mila
Saher anjaan tha uska ghar na mila
Paas aate rahen dur jaate rahen
Paas aate rahen dur jaate rahen
Ajnabi saher ke ajnabi raste
Raat khamosh thi gungunate rahen

Suni aakho main kante khatakte rahen
Dard sine main leke bhatkate rahen
Suni aakho main kante khatakte rahen
Dard sine main leke bhatkate rahen
Raat bhar teri baate sunate rahen
Raat bhar teri baate sunate rahen
Ajnabi saher ke ajnabi raste
Raat khamosh thi gungunate rahen

Usaki sanso ki garmi fazao main thi
Usaki zulf ki khusboo hawao main thi
Usaki sanso ki garmi fazao main thi
Usaki zulf ki khusboo hawao main thi
Hum bhi shero main raste sajate rahen
Hum bhi shero main raste sajate rahen
Ajnabi saher ke ajnabi raste
Raat khamosh thi gungunate rahen
Ajnabi saher ke ajnabi raste
Ajnabi tha main apna banate hai
Ajnabi tha main apna banate hai
Ajnabi saher ke ajnabi raste
Raat khamosh thi gungunate rahen.

More songs lyrics from Jashn.