Raat Aayi Hai Lyrics

"Raat Aayi Hai" lyrics from Amrit Manthan sung by shanta apte and music directed by keshavrao bhole and composed by keshavrao bhole

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Raat Aayi Hai Lyrics


Raat aayi hai naya
Rang jamaane ke liye
Raat aayi hai naya
Rang jamaane ke liye
Leke aaraam ka paighaam
Zamane ke liye
Leke aram ka paighaam
Zamane ke liye
Gungunaati huyi dheere
Se yeh aati hai sadaa
Gungunati huyi dheere
Se yeh aati hai sadaa
Thapkiyaan maa ki tarah
De ke sulaane ke liye
Thapkiyaan maa ki
Tarah de ke sulane ke
Raat aayi hai naya
Rang jamaane ke liye
Kaise benazmi se bikhre
Hain yeh laal o gohar
Kaise benazmi se bikhre
Hain yeh laal o gohar
Aasmaan kya teri daulat
Hai lutaane ke liye
Aasmaan kya teri daulat
Hai lutaane ke liye
Raat aayi hai naya
Aaaa aaaa aaa

Raat aa
Raat aayi hai naya
Rang jamaane ke liye
Kya hi achha hai
Yeh bachpan ka
Zamaana bhi yaha aa aa aa
Kya hi achha hai
Yeh bachpan ka
Zamaana bhi yaha aa aa aa
Kya hi achha hai
Yeh bachpan ka
Zamaana bhi yaha
Aa aa aa aa
Kya hi achha hai
Yeh bachpan ka
Zamaana bhi yaha
Mauj karne ke liye
Khelne khaane ke liye
Mauj karne ke liye
Khelne khaane ke liye
Raat aayi hai naya
Rang jamaane ke liye
Leke aram ka paighaam
Zamane ke liye
Raat aayi hai naya
Rang jamaane ke liye.

More songs lyrics from Amrit Manthan.