Raakhi Ka Din Aaya Lyrics

"Raakhi Ka Din Aaya" lyrics from Sahara sung by chorus and music directed by govind ram and composed by govind ram and lyrics written by manohar sehrai

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Raakhi Ka Din Aaya Lyrics


Raakhi ka din aaya sajni
Raakhi ka din aaya
Raakhi ka din aaya sajni
Raakhi ka din aaya
Resham ki rakhiaa banvaaun
Chandi ki dori se sajaaun
Resham ki rakhiaa banvaaun

Chandi ki dori se sajaaun
Apne bhaiya ke gun main gaaun
Apne bhaiya ke gun main gaaun
Kheloon kudoon mauj udaaun
Apne bhaiya ki gun main gaaun
Kheloon kudoon mauj udaaun
Sun ri sakhi ye
Shubh din aa kar mein
Sun ri sakhi ye
Shubh din aa kar mein

Raakhi ka din aaya sajni
Raakhi ka din aaya
Raakhi ka din aaya sajni
Raakhi ka din aaya
Ye rakhiaa jab maine baandhi
Ye rakhiaa jab maine baandhi
Bhaiya denge sona chandi
Bhaiya denge sona chandi

Pag pag par phir naachungi
Main sama suhaana aaya
Pag pag par phir naachungi
Main sama suhaana aaya
Raakhi ka din aaya sajni
Raakhi ka din aaya
Raakhi ka din aaya sajni
Raakhi ka din aaya.

More songs lyrics from Sahara.